DREAM

SAPNE YA DREAMS YA KUCH KAR DEKHA NA Aaj hum baat karega dreams par hum sabhi dream ya sapne word se bhoot acche se wakif hai. Kya kabhi ya socha hai hum sapna kyu dekhta hai ya kuch bane ki chahat kyu karta hai ? aapni apni rai comment karta batao. sapne wo nhi hota jo hume sote time aata hai balki sapne to wo hota hai jo hume sona nhi deta. ya line humne apni life me bhoot bar suni hogi par kuch log in line ka matlab nhi samajh pate or apna samay barbad karta rehta hai. Agar kuch pana hai to kuch khona bhi padega or kuch karna hai to kuch kar dekhena bhi padega. sapne humari jindagi me ek chahat ki tarah hota hai kuch logo me unhe pura karna ka jajba itna hota hai ki wo kabhi koshish karni band nhi karta ho apni success ko pa kar hi chodta hai. dursi taraf hota hai wo log jo apni life me jada ki umeed nhi karta bas apni choti se life me khush rehna chahta hai. Aaeya janta...